Jump to content
EN
Play

Forum

[Ank 6] Iron Days Lekh Pratiyogita!


Recommended Posts

rRxHrKd.png

7FbtakZ.png

id2.png

hWP02gJ.png

 

 

Doston, Namaste. Aap ko yaad hoga, ki kuch hi dinon pehle "Iron Days Lekh Pratiyogita" aayojit hui thi. Ab samay aa gaya hai, ki is pratiyogita ke parinaam ka vaachan ho.



Aap sabhi ko meri oor se dhanyavaad, is pratiyogita mein bhaag lene ke liye. Kul milaakar, 5 entries aayi thi. Sabhi ne theek thaak likha tha. Mera aap ko ek sujhaav hai, ki kripaya apne lekh mein SMS language ka upyog na kare, is se lekh par durprabhav hote hai.
Khair, ab vakt hai Parinaamon ka khulaasa karne ka.

Pehla sthaan - (30,000 z3p5.png) Durbhagya se kisi ko bhi nahi mila hai. Hume kisika bhi lekh iss puraskaar ki tulna se ati uttam nahi laga.

Doosra sthaan - @asifmak (25,000 z3p5.png) - Lekh ki bhaasha saral, kalpanaatmakta aur tasveeron ka sahi upyog, AUR @Snootera (25,000 z3p5.png) - Acchi bhaasha adhik shabdon se bitaaye samay ka varnan uttam tha.

Teesra sthaan - @tankerkuldeep (20,000 z3p5.png) - Acchi bhaasha, mazedaar varnan aur achi tasveere.

Sammanjanak lekh ke liye @KILL_BILL_CHAUHAN aur @shurlygoel ko 10, 000 z3p5.png ke puraskaar diye jaenge.



Pratiyogita mein bhaag lene ke liye dhanyavaad. Aane wali sabhi pratiyogita ke liye aap ko shubhkaamnayein aur iss ank ki bhi pratiyogitaon mein bhaag lena, aur saath hi saath hamare lekhon ka anand bhi lena!

 

 

Logo.png

mp4rsxW.pnghM5Vegh.png

Edited by Tofu
  • Like 3

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ek choti si baat kehni reh gayi thi.

Is pratiyogita mein kayi baar, lagbhag har lekh mein "SMS Language" ka upyog hua tha.

Is dafa is baat ko nazarandaaz karke puraskaar diye gaye hai, parantu agli baar se aisa na ho, ispar dhyaan dein.

 

 

ENGLISH:

 

A small note.

A lot of SMS language was used in this contest, in almost every entry. 

We've ignored this thing while deciding winners but make sure this doesn't happen again.

 

Good Luck :)

  • Like 2

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ek choti si baat kehni reh gayi thi.

Is pratiyogita mein kayi baar, lagbhag har lekh mein "SMS Language" ka upyog hua tha.

Is dafa is baat ko nazarandaaz karke puraskaar diye gaye hai, parantu agli baar se aisa na ho, ispar dhyaan dein.

 

 

ENGLISH:

 

A small note.

A lot of SMS language was used in this contest, in almost every entry. 

We've ignored this thing while deciding winners but make sure this doesn't happen again.

 

Good Luck :)

bhai pm mai point kardo to pata chal jaye

mujhe kuch khas dikha nahi mere lekh mai.

maybe i m missing something

Share this post


Link to post
Share on other sites

Still not received crystals for Lekh ..... :( , Kindly Look into this....

Yeah, I have received a few more complaints, taking this up, sorry for the inconvenience! 

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

 Share

×
×
  • Create New...